An AI-powered Interactive Voice Response (IVR)

Ajkal AI-powered Interactive Voice Response (IVR) system use kiye jane lage hain. Ye technique Natural Language Processing (NLP) ka use karti hai. IVR systems Voice Recognition technology ka use karte hain caller ki boli hui commands samajhne aur Decode ke liye. Aur sath hee Speech synthesis technology ka use bhi isme hota hai voice prompts aur Responses ko generate karte hue information dene ya caller ko guide karne me.

Natural Language Processing (NLP) ke bare me aap kya jante hain?
Natural Language Processing (NLP) asal me AI (Artificial Intelligence) ki hi branch hai jisme computers likhe aur bole hue shabdo ko samajh sakte hain.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *