Procrastination?? Isse kaise bachein?
Bohot baar aap ne Procrastination ke bare me suna hoga. Kya hai Procrastinatio? Simple sa meaning hai kaam ko talna.
aapne aksar observe kiya hoga aap apne important kaam ko talte rehte hain. bohot baatein aapne suni hongi par is s deal kaise karna hai.
- Aap apane kaam ko chhote-chhote Tukdo mein divide kar lo
- Time Management Techniques ko seekho aur apply karo
- Mindfullness
- Apni Choices and Options ko limited rakho
- Apna Environment Badlo
- Acchi Nind lo
Aap apane kaam ko chhote-chhote Tukdo mein divide kar lo
2. Time Management Techniques ko seekho aur apply karo
- Set goals – Sabse pehle apne Goals set kar lo, ek TO DO list taiyaar kar lo.
- Limit distractions – Apni distractions Limit karo
- Group similar tasks – Ek jaise Kaamo ko ek sath pura kar lo
- Track your time – Apna time track karo, Kis kaam ko pura karne me kitna time laga, kaha time zada consume hua.
- Establish deadlines – Ek deadline establish karo. Is kaam kaam ko itna time pehle pura karna hai.
Avoid Multitasking – Ek baar me ek hi kaam karo. - Har kaam me perfection dhundana band karo.