National Battery day !!!!

Apne iske bare mein shayad nhi suna hoga pr National Battery day manaya jata hai 18 Febraury ko
Batteries ab har jagah use ki jati hain. Ye celebrate kiya jata hai har saal jis se hum batteries ki importance samajh payein. Without battery aj ke modern world ki hum kalpana bhi nahin kar saktei hain.

Smartphones,
Laptops
Car ka / Vehicles ka ignition system
Hamari Torch
aur ab to EVs (Electric Vehivles) bhi aa gaye hain.

Kuch structure ke bare m jaan lijiye batteries ke
A battery ek aisa device hota hai jo convert karta hai chemical energy ko electrical energy me. Batteries ke teen basic components hote hai:
1. Cathode
2. Anode
3. Electrolyte (Chemical) jo react karta hai Cathode aur Anode ke sath.

Batteries ki Yogdaan Hamare Bhavishya me!!!

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *